Monday, 24 February 2014

Tum. .

Aaj tumhare liye kuch likhne ka mann kara, ,
Tumhe neend se na jaga ke aaj tumhare Khayalon mein khoye huye so jane ka mann kara. .


Tum ek pal ki tarah aaye or Zindagi na jaane kab ban gaye,,,
Aaj is Zindagi mein kho jane ka mann kara. ..