Shabd ase ho, ki kalam bhi likhne pe majbur ho jaye..
Jazbaat ase ho ki jo nasamjh ho wo bhi samajh jaye..
Muskaan asi ki rone wala bhi hasne se khud ko rok na paaye..
Dil itna saaf ho ki paani bhi uske saamne feeka pad jaaye..

No comments:
Post a Comment