Jab kuch bura hota hai,, to hum sab uske khilaaf ho jaate hain..
Sahi bhi hai, buri cheez ke khilaaf awaaz uthani chaiyee,,
Lekin bas hum ek cheez bhul jate hain,, awaaz uthane se insaaf to mil sakta hai, par duniya nahi badal sakti,,
islye waqt hai ki hum apne andar ke insaan ko jagaayee,,
Kehte hain ki Jagaane ke lie dhamaake ki zarurat hoti hai,,,
Lekin kya wakaayi, is dhamake ki gunj un kaano tak pahunch paayi hai jinko asal mein jagaane ki zarurat hai,, Shaayd nahi..
Islye to aaj bhi wahi cheezein dubara sareaam ho rahi hain or shaayad hoti rahhengi,,,
Islye hume Khud apne lie khada hona hoga,, bina kisi ki madad or shaare ke..
Sarkaar shayad sakht se sakht kannon bana bhi de is sab ke baad,, par kya ye kanoon use sach mein insaaf dila payenge jo is duniyaa se vidaa ho chuki hai..
Kya uske jaanee walon ki zindagi mein uski kami puri kar payenge,,
Nahi,, kAbhie nahi..
Han isse shayd hum jaisi tamaan ladkiyon ko kuch raahat zaroor milegi jo ab bhi is jang mein lad rahi hain un darindo ke khilaaf..
Main bas Yahi kehna chahti hun ki chahe jo bhi ho hume himmat nahi harni hai,,Or bhale hi ase log duniyaa mein shayad kabhie khatam na ho, lekin hume ladte rehna hai..
Khud ko itna shashaqt banana hai ki hum ase har jurm ke khilaaf awaaz utha sake or khud ko or apne aas pass ke logon ko surakshit rakh sakte..
islye khud ko mazbut banao..
OR AANE WALE HAR SAAL KE LIYE HAMARI YAHI EK KASAM HONI CHAIYEE KI HUM KABHIE GHUTNE NAHI TEKENGE KISI KE BHI SAAMNE OR APNE LIE KHUD LADNA SEEKHENGE...
ALL THE VERY BEST TO EVERY GIRL..
WE WILL WIN..

No comments:
Post a Comment